Azan ke baad ki Dua

--

Azan ke baad ki Dua

Azan ke baad ki Dua

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

اللَّهُمَّ رَبَّ هَذِهِ الدَّعْوَةِ التَّامَّةِ وَالصَّلاَةِ الْقَائِمَةِ،
آتِ مُحَمَّدًا الْوَسِيلَةَ وَالْفَضِيلَةَ، وَابْعَثْهُ مَقَامًا مَحْمُودًا الَّذِي وَعَدْتَهُ

( Allahumma Rabba Hadhihi-D-Dawatit-Tammaa Was-Salatil Qaimah, Aati Muhammadan Al-Wasilata Wal-Fazilah, Wabaathhu Maqaman Mahmudan-Il-Ladhi Waadtah )

Tarjuma: Aye mere Allah jo iss saari pukar ka Rab hai aur Qayam rehney wali namaz ka bhi Rab hai, Nabi-e-Kareem Muhammad (ﷺ) ko Qayamat ke din Waseela ata farma, aur Maqam-e-Mahmood par unka Qayam farma jiska tuney unsey wada kiya hai.

📕 Sahih Bukhari, Vol 1, 614

--

--