Qayamat ki Nishaniyan
5 min readJan 31, 2021
Qayamat ki Nishanian : Qurano Sunnat ki Roshni me
- Barish ke qatron ki tarah Fitne Nazil honge
- Hazrat Umar (R.A) Fitno ke Aagey Darwaza hain
- Mashriq se Shaitan ka Seengh Namudar hoga
- Qayamat se pehle khoob khoonraizi hoga
- Muslaman aapas me Qatal-o-Gharat karenge
- Khuwarij ka zahoor
- Maal aur Khazane ba’qasarat Hasil honge
- Bait ul Maqdas ki Fatah
- Taoon (plague) ki waba phailegi
- Imandari kum aur khayanat bharpoor hogi
- Zabir o Zalim Hukmaran honge
- Fahashi aam ho jayegi
- Aurtein kapdey pahen’ne ke bawjood barhana (Nangi) hongi
- Ilm ka khatma aur jahalat mein izafa ho jaye ga
- Zina aam ho jayega
- Sharab halal Samjhi jayegi
- Mausiqui — Gana bajana aam ho jayega
- Rishtadari todi jayegi aur hamsaye bure honge
- Log Ajnabi ban jayenge
- Jhoot Qasrat se bola jayega
- Jhooti gawahi di jayegi
- Bad’Amli phail jayegi
- Log bakheel (Kanjus) ho jayenge
- Ummat e Muslima Shirk me mubtala ho jayegi
- Ummat e Muslima ki Auratein Shirk mein ziada mubtala hongi.
- Masajid me Zaib o Zeenat aur fakhar o Mubahaat kiya jayega
- Sood aur Haram Maal ba’qasrat khaya jayega
- Karobar me Aurtien bhi Shareek hongi
- Baalo ko rangne Siyah khizab (black colour) istamaal kiya jayega
- Quraish ka khatma ho jayega
- Kufaar(Yahudo Nasara) ki taqleed
- Zalzaley bakasrat aaya karenge
- Soortien maskh hongi aur log Zameen me dhansaye jayengey
- Dil ka daura (Heart Attack) bakasrat hoga
- Salam sirf maroof logon ko kiya jayega
- Quran ko bheek mangney ka zariya bana liya jayega
- Dua aur taharat me Ziadti ki jayegi
- Na ahal Ohdey sambhal lengey
- Ghareeb ameer ho jayenge
- Aasman ko cchune wali imartein banane me muqabley honge
- Qartas o qalam (nashar o ashaat) ka zahoor
- Aqal parast ustad ban jayengey
- Zamana qareeb (mukhtasar) ho jayega
- Bazar qareeb qareeb hongey
- Naukrani Apne Malik ko janam degi
- Duniya se Muhabbat aur Mout se Nafrat hogi
- Nek Log madoom(faut) ho jayenge
- Deen ajnabi ho jayega
- Log badal jayenge
- Barish bakasrat hogi magar khaimey mehfooz rahiengey
- Barish bakasrat hogi magar paidawar nahi hogi
- Qustuntniya (istanbul) ki fatah
- Rooma (Italy) fatah hoga
- Kuffar Muslmaano par toot padengey
- Har Ghar me Fitna dakhil ho jayega
- Isaion se mil kar Musalman tisre dushman se ladenge phir Isaion aur Musalmano me jung e azeem hogi
- Roomi Kasrat e tadaad me badh jayenge
- Darya e faraat se soney ka pahaad namudar hoga
- Mard kum aur Aurtein Jyada ho jayengi
- Misr, Shaam aur Iraq apne paimaney aur khazaney rok lengey
- Maut ki Tamanna ki jayegi
- Baitullah par charhai kerne wala lashker zameen me dhans jayega
- Ek Qahtaani hukmaran hoga
- Ek Jhajah naami Badshah hoga
- Haiwanat o jamadaat insan se humkalam hongey
- Shajar o Hajar pookar utheinge
- Momin ka har khwab saccha hoga
- Madina wiraan ho jayega
- Arab ke dasht o sehra baghaat me badal jayenge
- Qayamat ki 10 Badi Badi Nishaniyan
- Qayamat ki Alamaat e Kubra ka tasalsul
- Imam Mehdi (A.S.) ka zuhoor
- Khurooj e Dajjal
- Dajjal ka khurooz Qayamat ki 10 badi nishaniyon me se hoga
- Maseeh Dajjal tamaam Dajjalon aur kazabon ka sardar hoga
- Dajjal badey Ghusse se khurooj karega
- Dajjal ki Shakal o Soorat
- Kya Dajjal Aadmi hoga?
- Kya Dajjal Zinda hai?
- Kya Nabi Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne dajjal ko dekha tha?
- Dajjal ki Shobde Baazian
- Dajjal Duniya ka sab se bada Fitna
- Dajjal ki Jannat aur Jahannum
- Dajjal se bachney ke liye log pahadon par panah lenge
- Dajjal mashriq ki taraf khurasan se niklega
- Jin logon ka pasandeeda (favourite) leader Dajjal hoga!
- Dajjal Khudaai ka dawa karega
- Dajjal se bachane ka tareeqa
- Dajjal ki bebasi ka nazara
- Apne mathey par likha Kafir (Kaaf, Faa, Raa) na mita sakega
- Dajjal ki dono Aankhien ayebdaar hongi
- Makkah aur Madina me dakhil nahi ho sakega
- Qatal nahi kar payega
- Dajjal sacchey aur mukhlis musalman ko nuqsan nahi pohancha sakega
- Dajjal ke Fitney se Allah ki panah
- Bargah e ilahi mein Dajjal ki hasiyat ‘parkaah’ barabar bhi nahi
- Dajjal kitne din zameen par firega
- Dajjal Makkah aur Madina mein dakhil nahi ho sakta
- Dajjal baitullah aur baitul maqdas mein dakhil nahi ho sakta
- Dajjal ke liye sab se sakht log koun se sabit hongey?
- Dajjal aur is ke lashker ki halaqat
- Khuruj-e-Dajjal ke baare me Aham Nasihatein
- Isa Alaihi Salam ka Nuzool
- Nuzool Isa Alaihe Salam Quran majeed ki roshni me
- Nuzool Maseeh Alaihe Salam Aahadees ki roshni me
- Sifat o muqaam e Nazool e Isa Alaihe Salam
- Waqt Nazool Isa Alaihe Salam
- Alamaat e Isa Alaihi Salam
- Hazrat Isa Alaihi Salam Deen-e-Islam ghalib kar denge
- Hazrat Isa Alaihe Salam Hajj aur Umrah karenge
- Isa Alaihi Salam ke Naam RasoolAllah Salallahu Alaihi Sallam ka Paigam
- Isa Alaihi Salam aur Aman o Amaan
- Isa Alaihi Salam kitna arsa zameen per rahenge
- Hazrat Isa Aaihe Salam ki wafaat aur tajheez o takfeen
- Yajooj o Majooj
- Yajooj o Majooj Quran majeed ki roshni mein
- Yajooj Majooj aahadees ki roshni mein
- Yajooj Majooj ki masroofiyat
- Yajooj Majooj ka khurooj
- Yajooj Majooj ka fitna fasaad
- Deewaar e Zulqurnain me Suraakh
- Yajooj Majooj ki Shakal o Soorat
- Yajooj Majooj ki Kasrat
- Yajooj Majooj ki Halakat